Vision & Ambition
"Main yahan kisi kursi, shohrat ya taqat ke liye nahi khada hoon.Darr insaan ko kamzor bana deta hai, lekin ekjut awaaz sabse badi taqat hoti hai.Aaj main wada karta hoon ki na zulm ke saamne jhukunga, na sach bolne walon ko akela chhodunga.Yaad rakhiye, Ek awaaz ko chup karaya ja sakta hai, Lekin hazaron awaazon ko nahi.Kyuki jab awaam jagti hai, to badlav zaroor aata hai.
Nara: "Na zulm chalega, na darr chalega — Haq aur insaaf ka safar chalega!" ✊🏻🔥"